Nachi Nachi Lyrics |Street Dancer 3D |Varun D, Shraddha K | Neeti M,Dhvani Bhanushali, Millind G | Sachin-Jigar

Nachi Nachi Lyrics |Street Dancer 3D |Varun D, Shraddha K | Neeti M,Dhvani B,Millind G | Sachin-Jigar

Nachi Nachi Video|Street Dancer 3DSong credit: 
SONG   - NACHI NACHI 
Movie  - Street Dancer 3D
SINGER - NEETI MOHAN,DHVANI BHANUSHALI,MILLIND GABA  
LYRICs - MILLIND GABA,ASLI GOLD


Nachi Nachi Song Lyrics

O Balle balle main ajj taan floor fattna
O balle balle main ajj taan floor fattna
Oh main nachne da mood banaya
Hard Kaur jehya mood banaya
Ajj taan floor fattna

Aaja na floor pe dikha apna flow tu
Tere jigar mein agar dum ho toh
Aaja na floor pe dikha apna flow tu
Tere jigar mein agar dum ho toh

Mujhe fikar na faaka
Ye mera hai ilaaka
Main bamb tu pataaka
Mai dardi nai kisi de peyon ton
So baby !

Let's go
Nach nachi nachi nachi nachi nachi jaa tu
Nach nachi nachi nachi nachi nachi jaa tu
Shake shake shake shake you like me
Shake shake shake shake..

Balle balle main ajj taan floor fattna
Ho balle balle main ajj taan floor fattna

Teri faaltu ki baatein minuto mein karoon pack
Tere hi ilaake mein tujhe hi karu Hijack
Teri baby ki mujhpe nazar
Ho raha hai beshabr
Usko main de doon dil
Aur tujhko de doon Heart-attack baby

Nach nachi nachi nachi nachi nachi jaa tu
Nach nachi nachi nachi nachi nachi jaa tu
Yeah !

Careless carefree baby naach rahi hai kalli
Dj waale ki jaan khaa rahi hai 
Hai Bhai hai ye jhalli
Kya Kya gatak rahi hai Bhai
Mere samjh se hai ye paar
Pagal karti jaa rahi 
London ki gali gali jaise

Jaise naach rahi hai lagta hai floor tod ke maanegi
Saare Gore Gorafron ko ye nichod ke maanegi

Meri baat toh karwaao
Use paas mere le aao
Ye toh julfon se mere Dil ko phod ke maanegi

Baby
Nach nachi nachi nachi nachi nachi jaa tu
Nach nachi nachi nachi nachi nachi jaa tu



Nachi Nachi Video